Tujhi mein dhoondu, kuch der jeenay ka, aasra
Tujhi se poonchu, khud se hi milne ka, raasta
Tujhi mein dhoondu, kuch der jeenay ka, aasra
Tujhi se poonchu, khud se hi milne ka, raasta
Mujhe teri panahein miley
Rehne ko teri baahein miley
Jaana hai kahan, tere siwa woaah
Mujhe teri panahein miley
Rehne ko teri baahein miley
Jaana hai kahan, tere siva woaah
Tune diye din mujhe, raat mein haan
Saansein chali ab tere, saath mein
Mehsoos karne laga apni kismat tere, haath mein
Fizaayon mein hai mausam khile
Labho se gaye saare gile
Jaana hai kahan, tere siva woaah
Mujhe teri panahein miley
Rehne ko teri baahein miley
Jaana hai kahan, tere siva woaah
Jab maine paaya tujhe, kho diya
Dil aasuon ke bina, ro diya
Din khwaabon aankhon mein aate huye door yun ho gaya
Ke tere bina jeena khale
Seenay mein koi rang sa chale
Jaana hai kahan, tere siva woaa
Mujhe teri panahein miley
Rehne ko teri baahein miley
Jaana hai kahan, tere siva woaah
Provides songs lyrics, Hindi Songs Lyrics, English Songs Lyrics. You can find best hindi english movie song lyrics for free. Best Hindi & English Songs Lyrics Available.
September 30, 2010
Tujhi Mein Lyrics, Crooks Songs Lyrics
Tujhko Jo Paaya Lyrics, Crooks Songs Lyrics
Mere bina main rehne laga hoon
Teri hawa mein behne laga hoon
Jaane main kaise, tera hua hoon
Mujhe toh lagta hai main shayad
Tere dil ki dua hoon haan
Tujhko jo paaya
Toh jeena aaya
Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye
Bas jaaye hum dono ke darmiyaan haan
Tujhko jo paaya aha
Toh jeena aaya
Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye
Bas jaaye hum dono ke darmiyaan haan
Pehle se zyada
Main jee raha hoon
Jabse main tere, dil se juda hoon
Raahon pe teri, main toh chala hoon
Tu meri manzil hai tere kadmon pe bas rukne laga hoon haan
Tujhko jo paaya
Toh jeena aaya
Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye
Bas jaaye hum dono ke darmiyaan haan
Tujhko jo paaya
Toh jeena aaya
Bas jaaye hum dono ke darmiyaan haan